ힰhello dosto agar aap phone pay acount banane ki soch rahe h aur aap kisi karan vas acount create nahi kar pa rhe hai .to me aapko bataunga ki phone pay acount par kese resistration karte hai.
To sabse pahle ye jaan lete hai ki akhir phone pe hai kya.
Phone pe..
phone pe ek online apps hai.yah NATIONAL PAYMENTS CORPORATION OF INDIA (NPCI) dwara develop kiya gya hai.aur YES BANKS se powerd h.
.iske madhyam se aap online mony transfer ,shoping. bill payment, electrikcity bill , fhone recharge. aadi chije hoti hai. developer dwara hame securty di gai hai ki aapka online payment ekdam se safe rahega.aur yah advance duniya ka payment hai.
to chaliye phone pe kese kaam krta hai ye jante hai.
PHONE PE ACOUNT KESE BANAYE AUR BANK SE LINK KESE KARE
1 ⇒sabse pahle aap play store me jaake phone pe apps downlod kare.
downlod karne ke baad aap use open kare
2 ➪Open karne ke baad aapko resistration karna hoga .to resistration par click kariye.aapko sim select karne ko kahega
(1) JO sim aapke acount me resistration ho wahi select kare.
NOTE : JIS MOBILE NUMBER SE AAP SMS SEND KARENGE USME 1 YA 2 Rs. jaroor hona chahiye.
(2) baad me send par click kariye
(3) aapke phone number se 1 verification cod jayega.
(4) kuch der bad aapka sim number varify ho jayega.
(5) ab aapke samne 1 nya page open hoga.isme aap apna name email. mobile number dikhai dega.
(6) aage aapko password set karna hoga.aap isme 4 digit ka pin save kar sakte hai.
i accept par tick kre.aur activate acount par click kare.
ab apka mobile number phone pe se link ho chuka hai.
[3] ab aapko VPA (virtual private addres) id create karna hai.
inter vpa me apna user name add kare
[4] ab aapke samne select your bank ka option hoga .
(1) isme aapko kai sare bank ke naam list dekhaidega .aapka jis bank me acount khula hai usko aap select kare.
(2) yadi aap pahli baar phone pe acount open kar rhe hai to aapko 25rs. 75Rs. milenge.
[5] ab aapko phone pe ko bank se link karana hoga.
(1) sabse pahle aap link your bank acount par jaye
(2) page open hone ke bad aapke acount ke samne SET MPIN ka option aayega ise click kare.
(3) aapke samne ek popup page khulega.isme aap ATM card ke last ke 6 digit ko fillup kare. aur expiry date dale.aur varify par click kare.
(4) aapke pass bank se 1 OTP aayega ise inter kare.
(5) ab aap submitt par click kare.
(6) apka fhone pe acount ab ban kar taiyar ho chuka hai..
⤷ ab aap online payment service phone pe ka use kar sakte hai.
Ending post :
to dekha dosto kitna aasan hai phone pe acount banana.ummid karta hu ki aapo hamari post achhi lgi hogi.hamare is post ko padne ke liye aapka bahut bahut dhanyawad .yadi aap hame koi sujhav dena chahte hai to AAP hame comment box me jaroor bataye..
Real...
ReplyDeleteSir aapke karan hi mera acount create ho gya.thank you
ReplyDeleteVery important usfull post sir..
ReplyDeleteGood..
ReplyDeleteThis site is very helpfull.
ReplyDeleteYou can also visit
Computer space institute is the best & quality ICT training institute of kushtia.
first time in Kushtia.....
1. Office course
2. Graphics course....
3. Webpage design....
4. SEO 5. AutoCAD
5. 2D Animation
18/1 M. M. Hossain Road, Courtpara, Kushtia 7000
Mobile : 01741555505, 01741555500
Online Shop
I great Thanku full of you. for visit my post.
DeleteAnd your advise I will visit your address..
Thanku..