Results for ADSENCE

Adsence Acount me Ads.Txt fix kaise kare | Ads.Txt file fix kaise kare . Gkhck.com

June 11, 2019

Adsence Acount me Ads.Txt  fix kaise kare | Ads.Txt file fix kaise kare .
Adsence Acount me Ads.Txt  fix kaise kare | Ads.Txt file fix kaise kare
  


Helloy friends  agar aap  blogger ya wordpress ka use karte hai to aap ka samana is massage se jaroor huaa hoga .kuch is tarah se.

Adsence Acount me Ads.Txt  fix kaise kare | Ads.Txt file fix kaise kare  gkhck.com

                 

 Earning at risk- One or more of your site does not have an Ads.txt file fix this now to avoied severe impact to your revenue.  jo aapke Adsence Acount me dikhai dega . lekin fix karne se pahale ye jaan le ki yah kya hota hai . aur Adsence Acount me kyu show hota hai ,


Ads.Txt file kya hota hai .

 

Aap jante honge ki GOOGLE hamare website par apna free Ad deta hai .jise google Advertisement kahate hai . in advertisement me image. text. video . add aapke site par  display hota rahata hai . jisse aapki Earning hoti hai . aur yh google ki advertisement bahut hi sakhat hai .  ads .txt file me aapka apna Publisher id add karna hota hai jisse aapke earning pe koi froud n ho . yah ek prakar ka securty hai aapke ADSENCE Acount ka.

 


Isko jaroor jaane ..


Ads.txt file ek google Adsence dwara approved authourized acount ki publisher id hoti hai jo aapke acount ko high securty pradan karta hai .yh apke double click ,ad ka fraud aadi chijo ko rokne se madad karta hai . iska matlab ki aapke adsence ke paise ko koi dusara n chura sake is liye hame isko fix karna bahut jaroori hota hai .



Agar aapki website blogger me hai to sabase pahale me aapko blogger me fix kaise karte hai wo janate hai .

1 first Aap apne blogger ke Dashboard par jaye aur SETTING pr  click kare. 

2 Ab aapke samne search prefrence ka option dikhai dega .click kare.

3 iske bad aapko Monotization section me Custom ads.txt par click kare.

Ab aapko Adsence acount me diya gaya code yaha par paste karna hai . 



Adsence Acount me Ads.Txt  fix kaise kare | Ads.Txt file fix kaise kare


Note : pub 0000000 ki jagah aap apni Adsence acount ki publiser id ko add kare.

As.   google.com, **pub-0000000, DIRECT, f08c47fec0942fa0




File ko save kar de. lijiye ab aapki setting complite ho gaya .
 File save karne ke baad aap apne site ko search box me apni site.com/ads.txt type karke chek karle ki aapke dwara save kiya gya file sahi h ya nahi . search karne par agar aapka result deta hai to file save ho gai h.


wordpress me Ads.txt error ko kaise fix kare.  


1 first aap apne wordpress ke dashbord me jaaye aur wha plugin ko click kare .

2 Add new par click kare

3 Ads.txt file manager plugin ko install kare aur activate kare. 

plugin hone ke baad dashboard me aa jaye .

4  Setting par jaye 
5 Ads.txt par click kare
6 ab box me ADSENCE dwara diya gaya code yaha paste kare . 
save file kare ,
ab aapka Ads.txt error file save ho chuka hai .

mujhe ummid hai ki ab aapki problem solve ho gai hogi .yadi aur koi adsence se ya internet se  sambandhit koi sawal ho to aap hame comment box me jarror bataye .


 Must read,,






Categories

Theme images by konradlew. Powered by Blogger.