Dosto is 21st sentury me computer ka istemal har koi karta h .aur aaj ki
modern pidi bina computer or laptop ke bina nahi rah sakti .aur pc me internet
ka istemal to har bachhe bachhe ka khel ho gya hai.internet se kai prakar ki
jankariya prapt ki ja sakti hai .aur to aur bade vi is aadat ka pichha nahi chhod rhe hai.
Agar aap vi pc or laptop ka istemal karte hai to internet to jaroor chalate
honge.aur jb kavi aapka system slow ya dheema ho jata hai to aap bahut pare
saan ho jate hai .ydi aapne other pen drive wi-fi or other connecting divice pc se
connect karte hai to kuch samay baad aapka system hang hone lagta hai.aur
system me virus hone ke karn hm kuch file dilet vi kar dete hai tb par vi hamara pc slow hi chalata hai.
To hame apna pc format karna hi padta hai.aur kuch logo ko format karna
nahi aata hai kyu ki window format karna yaani ki dusara os (operating system)
CHAHE WINDOW 7 window 8 window 10 dalana hai .agar aapse format
karna nahi banta to chaliye ham aapko format ka sahi tarika batATE HAI.lekin
iske pahle aapke pass kuch jaroori chije jaroor honi chahiye.
COMPUTER FORMAT KARNE KE LIYE AAWASYAK NIRDESH..
♦ aapke pass CD or DVD player honi chahiye.
♦window set up hona chahiye.
♦bootable pendrive hona chahiye..yadi CD or DVD nahi hai.to
♦ pc ki battry kam se kam 50% se uper hona chahiye.
COMPUTER KO FORMAT KESE KARE..
(A) COMPUTER KO RESTART KARE AUR SETUP KO LOAD KARE.
Aap sabse pahle apne pc me CD or DVD KO insert kar ke apne pc ko restart kar de aapka PC on hote hi
PRESS ANY KEY TO BOOT FROM CD OR DVD ka message aapko
dikhai dega to aap koi vi key daba dena. aapka window load hone lagega.
aur yadi aap pendrive se install kar rhe hai to f12 key press karna hoga.
iske baad aapko HDD USB option ko select karna hai.iske baad aapka windo load hone lagega.
(B) LANGUGE SELECT KARE FIR INSTALL NOW PAR CLIK KARE.
Koi vi key press karne ke baad aap sidhe window installment setup par
pahuch jaoge. aapke samne 1 blue screen hogi jisme aap languge
UNITED STATE select kre.baki sab aap aise hi rahne de aur
NEXT par click kare. iske baad aapko INSTALL NOW ka option milega
aap us par clik kare.
(C) COSTOM NOW PAR CLICK KARE.
install now click karne ke baad aapko 2 option milene .aap cuctom now par click kare..
(D) SELECT DRIVE .
costom now par click karne ke baad aapko aapke pc ke HARD DISK
PARTION dikhai dega .aap unme se C DRIVE ko chune.jisme se aapko C
DRIVE ko format karna hai. aur conformation ka option aayega OK click
kariye.. aapka computer ab format ho gya ..
(E) DRIVE SELECT KARE AUR NEXT KARIYE.
format drive ko fir select kare aur next par click kare.
(F) WINDOE INSTALL KA DISPLAY.
Next par click karne ke baad aapka window install hona chalu ho jayega
aur beech me aapka pc restart vi ho sakta hai.aur processing ko complit hone dijiye isme thoda time lagega.
1 bar aapka pc par setup pura ho jaaye aapko kuch setting karni hongi.step ko follow karte rahihe aapka pc format ho jayega ..
hamara post padne ke liye aapka bahut bahut dhanywad.
THANK YOU
Tnanku sir .nice post ..
ReplyDeleteThank u ... Hmne apna pc fotmet kiya bataye gaye trick se .. aur formet huaa ... Ab hmra window sahi prakar se chalne lga
ReplyDeletenice post
DeleteGreat post..
ReplyDeleteTHANKU ..AAP AISE HI HAMARE POST KO PADTE RAHIYE..
DeleteAapka post bahut achha hai sir.ye bataye window nya kese install kare please guide me
Deleteme aapko 1 naya post me jald batata hu,..
DeleteNice post
ReplyDeleteThanku for information..
ReplyDeleteThanks for sharing. Very nice blog. Get the viral magical short video app Likee. Make magical short videos and watch the latest hannanisa videos.
ReplyDelete