computer format kese kare. कंप्यूटर फॉरमेट कैसे करे ।gkhck.com

Dosto is 21st sentury  me computer ka istemal har koi karta h .aur aaj ki 

modern pidi bina computer or laptop ke bina nahi rah sakti .aur pc me internet 

ka istemal to har bachhe bachhe ka khel ho gya hai.internet se kai prakar ki 

jankariya prapt ki ja sakti hai .aur to aur bade vi is aadat ka pichha nahi chhod rhe  hai. 

Agar aap vi pc or laptop ka istemal karte hai to internet to jaroor chalate 

honge.aur jb kavi aapka system slow ya dheema ho jata hai to aap bahut pare 

saan ho jate hai .ydi aapne other pen drive wi-fi or other connecting divice pc se

 connect karte hai to kuch samay baad aapka system hang hone lagta hai.aur 

system me virus hone ke karn hm kuch file dilet vi kar dete hai tb par vi hamara pc slow hi chalata hai.


To hame apna pc format karna hi padta hai.aur kuch logo ko format karna 

nahi aata hai kyu ki window format karna yaani ki dusara os (operating system)

CHAHE WINDOW 7 window 8 window 10  dalana hai .agar aapse format 

karna nahi banta to chaliye ham aapko format ka sahi tarika batATE HAI.lekin 

iske pahle aapke pass kuch jaroori chije jaroor honi chahiye.


COMPUTER FORMAT KARNE KE LIYE AAWASYAK NIRDESH..

      ♦ aapke pass CD or DVD player honi chahiye.

      ♦window set up hona chahiye.

      ♦bootable  pendrive hona chahiye..yadi CD or DVD nahi hai.to

      ♦ pc ki battry kam se kam 50% se uper hona chahiye.


COMPUTER KO FORMAT KESE KARE..


(A) COMPUTER KO RESTART KARE AUR SETUP KO LOAD KARE.

           Aap sabse pahle apne pc me CD or DVD KO insert kar ke apne pc ko               restart kar de aapka PC on hote hi 

          PRESS ANY KEY TO BOOT FROM CD OR DVD   ka message  aapko

          dikhai dega to aap koi vi key daba dena.  aapka window load hone                      lagega. 

         aur yadi aap pendrive se  install kar rhe hai to f12 key press karna hoga.

         iske baad aapko HDD USB option ko select karna hai.iske baad aapka              windo load hone lagega.


(B) LANGUGE SELECT KARE FIR INSTALL NOW PAR CLIK KARE.

        Koi vi key press karne ke baad aap sidhe window installment setup par 

         pahuch jaoge. aapke samne 1 blue screen hogi jisme aap languge 

         UNITED STATE select kre.baki sab aap aise hi rahne de aur

        NEXT par  click kare. iske baad aapko  INSTALL NOW ka option milega 

       aap us par  clik kare.


(C) COSTOM  NOW PAR CLICK KARE.

      install now click karne ke baad aapko 2 option milene .aap cuctom now par click kare..

(D) SELECT DRIVE .

      costom now par click karne ke baad aapko  aapke pc ke   HARD DISK 

PARTION dikhai dega .aap unme se C DRIVE ko chune.jisme se aapko C 

DRIVE ko format karna hai.  aur conformation ka option aayega  OK click 

kariye.. aapka computer ab format ho gya ..


(E) DRIVE SELECT KARE AUR NEXT KARIYE.

      format drive ko fir select kare aur  next par click kare.



(F) WINDOE INSTALL KA DISPLAY.


        Next par click karne ke baad aapka window install hona chalu  ho jayega

        aur beech me aapka pc restart vi ho sakta hai.aur processing ko complit            hone dijiye isme thoda time lagega.

        

       1 bar aapka pc par setup pura ho jaaye aapko kuch setting karni hongi.step         ko follow karte rahihe aapka pc format ho jayega ..


        hamara post padne ke liye aapka bahut bahut dhanywad.

         

                                 THANK YOU


10 comments:

  1. Thank u ... Hmne apna pc fotmet kiya bataye gaye trick se .. aur formet huaa ... Ab hmra window sahi prakar se chalne lga

    ReplyDelete
  2. Replies
    1. THANKU ..AAP AISE HI HAMARE POST KO PADTE RAHIYE..

      Delete
    2. Aapka post bahut achha hai sir.ye bataye window nya kese install kare please guide me

      Delete
    3. me aapko 1 naya post me jald batata hu,..

      Delete
  3. Thanks for sharing. Very nice blog. Get the viral magical short video app Likee. Make magical short videos and watch the latest hannanisa videos.

    ReplyDelete

thank you..

Theme images by konradlew. Powered by Blogger.