Gk in hindi | current Affaiers 14 february 2019 | करेंट अफेयर 14 फ़रवरी 2019 | gkhck.com

                          Current Affaires                         

                               14 february 2019


(1) "Arli and Asiya" 2019 ka sammelan kaha aayojit kiya gaya .


Ans. jaypur me

2 diwsiy "Arli and Asiya" 2019 Ka sammelan jaypur ke city palace me 12 february 2019 ko shuru huaa .



(2)HAL HI ME  PM modi ne 13 february 2019 ko "talkatora stediyam" nai delhi me kredai yuthkan -19 ko sambodhit kiya .kredai ki sthapana kab hui thi.


Ans. 1999 me 

yuthkan kredai ka warshik yuth conclave hai .jo  bharat me "Riyal stet udhyog" ki yuva pidi ko manch par lane ke liye aayojit kiya jata hai .  



(3) hal hi me PM modi ne HARIYANA  me kitane pariyojanao ka udghatan kiya. 


Ans. 6 pariyojanao ko 

unhone HARIYANA ke jhajjar jile ke badhasa me   "Rashtriy kainsar sansthan" ka udghatan kiya .
karnal me  Rashtriy aayurved sansthan ,
                Shree krishn aayush vishvidhlay 
                Panipat yudh sangrahalay 
                pandit deen dayal upadhyay swasth vigyan                            viswvidhyalay ki aadhar shila rakhi .


(4) "Rashtriy khel- 2020" ka shubhankar kya hoga .


Ans. dhumil tendua

yah MEGHALAY ka rashtriy pashu hai jo rashtriy khel 2020 ka shubhankar hoga . 

11 february 2019 ko khel avm yuva mamale ke mantri banti dor ki adhchyata me hui baithak me iska nirnay liya gaya.



(5) 13 february ko kis diwas ke roop me manaya jata hai . 


Ans."World radio day" ke roop me 
             is varsh ka theame "Sanvad ,sahisnuta,aur shanti                  prasaran(संवाद ,सहिष्णुता और शांति प्रसारण ) है । 

        is din ki ghoshana 3 november 2011 me UNESKO ki 36             vi aamsabha me ki gai thi .



(6) Hal hi LANDAN  me aayojit british akedmi "FILM AWARD 2019 ka sarvshresth film purskar kisne jeeta.


Ans. Roma  NE 

Roma ne sarvshresth film ka purskar jeeta .aur nirdeshak ka purskar roma ke liye "ALFONSO KWARON" अल्फ़ान्सो क्वारोन  ko mila .
Top leading actor ka purskar -bohemiyan raipsodi  ke liye RAMI MALEK ko mila 

Top leading actress ka khitab: OLIVIYA CALLMEN ko THE FEVRET ke liye mila 



(7) "LAWASIA manawadhikar sammelan" kaha aayojit kiya gaya.  


Ans. New delhi me 

yah iska 1st sammelan tha .

Theame.--Rajy shakti ,vyavsay,aur manaw adhikar :samkalin chunautiya " thi . 

Iske adhyachh SHree kristofar leong hai .jabki bharat ke baar asosiyeshan ke adhyachh dr. lalit hai . 



(8) hal hi me kise "BHOOTAN" me Bhartiy Rajdoot ke roop me niyukt kiya gaya hai . 


Ans. Ruchira Kamboj 

we 1987 baitch ke Bhartiy videsh sewa adhikari hai aur present time me south afrika me BHARAT ke uchchyukt hai . 
unki niyukti videsh mantralay dwara ki gai hai . 


(9) kis rajy ko  "Rajy niwesh sambhavit suchkank 2018" me top rank pradan kiya gaya hai .  

Ans.kerala ko 

ise 6 level ke aadhar par banaya jata hai aur ye hai BHOOMI ,SHRAM ,BUNIYADI DHACHA ,AARTHIK JALWAYU ,RAJNITIK STHIRITA AUR SASHAN AUR VYAPARIK  


(10) Hal hi me AMERIKA ke rashtrapti "Jimi kartar" ne 11 february 2019 ko apni jeewani " faith a journy for all" ke liye   GRAMMY AWARD jeeta. yah unka kon sa purskar tha. 

Ans. dusara 
Amerika ke 39ve rashtrapati ne 2016 me apna pahala Grammy Award A FULL LIFE :"REFLECTION ACT 90 "Ke liye  jeeta tha 

inke alawa amerika ke rashtrapati : BIL CLINTON ,AUR BARAK OBAMA bhi yah purskar 2005 aur 2008 me mil chuka hai . 

(11) hal hi me "sandhy sarthi wahini " mishan ko kaha launch kiya gaya . 

Ans. Uttar pradesh me

UP ke CM. yogi aadity nathne up ke gorkhpur me 33 "sarthi sandhy wahini " wahano ko hari jhandi dikhakar rawana kiya . 
yah mishan pariwar ke baare me jaagrukata failane ke uddeshy se rajy ke pariwar kalyan vibhag dwara shuru kiya gaya hai . 

yah abhiyan 3 charno me honge .first :28 february 
                                              second:15 may to 15 june
                                                 third:1-30 june 2019 tak


(12) february 2019 me 3 "diwseey krishi kumbh"kaha aayojit kiya gaya.

Ans. bihar me 

bihar ke motihari me iska aayojan kiya ja raha hai . 
iska uddeshy krishi me aadhunik takneeko aur vividhikaran ko badawa dena tha . jo kishano ki aay ko dugana karne me madad kar sakega. 
isme vivinn rajyo ke 15 hajar se adhik kishano ne bhag liya tha . 


No comments:

thank you..

Theme images by konradlew. Powered by Blogger.