blog ki traffik jaldi se kaise badaye. latest 2022 । ब्लॉग की ट्रैफिक कैसे बढ़ाएं ।

BLOG KI  TRAFFIC KESE BADAYE SUPERFAST..
www.gkhck.blogspot.com




.helloy dosto agar ye post aap pad rahe hai to  me aapko is post me wo saari jankari dene wala hu  jisse ki aap ke blog ki traffic jald se jald grow ho .lekin kuch blogger hote hai ki wo bas apna blog bana to lete hai lekin unke blog ki traffik increase nahi kar paati .kuch blogger to galti yahi kar dete hai ki wo apne post par hi baar baar click kar ke view ko to bada dete hai .jo galat baat hai isse aapke blog ki revenyu jo hai ghatati jaati hai aur aap aap jyada earn nahi kar paate hai .

blogger me contact us ka page banana sikhe आसान हिन्दी मे

Blog kya hota hai aur kise kahte hai. हिन्दी


koi bhi marketplace ya business tabhi growup kar sakta hai jab aapke custmar jyada se jyada ho .aur aapke store me visit kare jisse aapki market me valu bad sake . thik isi tarah se blog me bhi hota hai agar aapke blog par jyada se jyada log visit karenge to jahir hai aapke blog ki traffik bhi badegi.


apni agar baat karu to jab mene bhi apna blog shuru kiya tha to shuru me sirf me blog likhata tha aur use publish kar deta tha muskil se 40 ya 50 visiter mere blog par visit kart the aur isse aage bad nahi rahe the to mene bhi kai bar #YOU TUBE aur GOOGLE par search kiye .koiye tarika batata to koi ye tarika batata.me confuse ho jata tha ki akhir karu to karu kya.aur samasya same bani rahi.mene kai baar dusare ki website par visit kiya aur unke comment box me puchata tha aur unko follow bhi krta tha .iske 1 mahine baad mujhe kuch aise trik mile jisse ki mere blog ki traffic achanak se badane lage..jise me aap logo ke bich sheare kar raha hu..


Blog ki traffic badaye aasani se.#ब्लॉग की ट्रेफिक केसे बड़ाये । 

agar aap apne blog ki traffic sach me badana chahte hai to mere is post  ko last tak jaroor pade ..

1  High Quality  Content Likhakar...

agar aap apne blog me achi se achi content likhenge to google aapke blogpost ko indiket karne lagega.aur wo aapke blog ko high rank de payega.
sabsebadi baat yaha par ye hai ki reader aapke post par kitna samay bitata hai aur google yahi par notice karta hai ki aapka blog logo ke liye kitana  importent hai .aur kitana samay aapke blog par bitata/spend karta hai.agar aapke blog ko log jyada der tak padenge to aapka blog jaldi se jaldi haigh rank grow kar payega.aur aapke blog ki traffic bhi badegi.


2 Share in Social media सोशल मीडिया पर शेयर करके

U TUBE se kisi bhi video ko kese downlod kare..


Traffic badane ka sabse badiya madhyam hai ki social media par aap apne saare post ko share kr de ..jisse ki aapka post jyada se jyda logo ke bich pahuche ..agar aap facebook par share karenge to aapke fb friends to dekhenge hi sath me unke friends bhi dekhenge .yahi sabse bada fayad aapko mil jata hai .aapko me kuch social media ke naam bata raha hu jisme aap acount create kar ke aap apna blog post kar sakte hai .aap apne post ko twitt jaroor kare .aur dusare ke blog me comment jaroor kare jisse aapka backlink tayar ho sake .GOOGLE plus button ka use kare.apne widgetbar me social media ka icon jaroor add kare .aur share kre.jaha tak ho aap saare blogger ke blog me comment jaroor kare.

As..   #Facebook 
         #twitter
        #whatsup
        #instagram
        #pintrest
        #linkedin
       #tumbler

3 search engine optimization karke.सर्च इंजिन ओप्टिमैजेशन करके ..

Agar aap search engine optimization ka istemal karte hai to sabse bada aapko fayada yahi par milne wala hai .sabse pahle aap apne blog ko SEO friendlay banaye .aur apne blog ko achhe tarike se sajaye .auski denting aur penting is tarah se kare ki padne wale bas aapke kayal ho jaye .isse log aapke blog par jyada visit karenge.aur aapke blog ki traffic aasani se bad jayegi.

  • Aap apne current post ke saath sath dusra post bhi add kare.

  • blogpost me high rainkin keyword ka use kare

  • blog par new idea likhe jisse google aapko high rank de.

  • submit site to bing..site ko bing me submit kare joki ek search engine ji tarh hi kaam karta hai .

  • submit to all search engine ..aap jitne bhi tarah ke search engine ko jante hai usme submit kare..
  • submit to GOOGLE SEARCH CONSOLE .

  • Agar aap apna blog word press par bana rahe hai to yoest plugin ka use kare
  • Use post title in middle...bich bich me aap title ka use karte jaye jisse robot ko padne me jaldi ho .

4 Most key word ka use karke .



 Aap apne blog me keyword ka jaroor add kre ,agar aapne likha hai ki blog ki traffic kese badaye to .inme se kisi bhi keyword ka jyada se jyada us kar sakte hai . agar dekha jaye to keyword ka google me rank karane ka bahut bada hath hota hai .kyu ki log jis word ko jyada search karte wo key word aapke blog me hona chahiye . 


5 Update your all old post .पुराने पोस्ट को अपडेट करके 

 Aksar sabhi log yahi karte hai ki nai post to lokhate jaate hai lekin purani post ko update nahi karte hai jisse unke blog me traffic nahi aa pati hai ,lekin aisa nahi karna chahiye aapko apni nai post ke sath sath apni purani post ko bhi update karte rahana chahiye .isse google aapke post ko read karta hai ki aapke blog me kuch change huaa hai ..

kyu ki samay to badlta rahta hai aur samay ke sath sath aapke blogpost bhi badlate rahne chahiye.



6 Aap apne website ka APPS bana ke..


hello dosto agar aap apni website ko aur adhik se adhik grow karna chahate hai to aap apne website ka APPLICATION bhi bana sakte hai jisse ki logo ko aap ke post ko jyada se jyada pada ja sake .jaise ki aapne agar application bana liya to aapke sare post ek me hi show karenge aur reader ko jyada bhatkane ki avskata bhi nahi hogi ..jb wo aapka application hi read kar raha hai to jahir hai ki wo sirf aur sirf aapke hi post ko padega ..aur kisi website ko visit kyu karega..

7 Email marketing karke 


 Aap apne blog ke widget bar me email ka icon jaroor add kare .aur subscription ka page add kare jisse ki visitor aapke blog ko aasanise follow kar sake aur aapke blog ki traffic grow hogi.

8 Offline traffic increase karke बिना इंटरनेट के माध्यम से ट्रेफिक बड़ाये।


offline blog ki traffic badane ka sabse bada fayada ye hai ki aapko computer ya pc ka istemal nahi karna padega balki aapko apne dimak ka istemal karna hoga .bas karna aapko ye hai ki aap apne website ko dosto ke bich share kar de.news paper par disclamier de de,logo ke bich apne website ka charcha kare ,visiting card ya koi bhi kard bana ke aap publish kar de .koi utsav ho to aap apna banner bana ke apne website ka show off kare .isse aapki name to hoa hi sath hi sath aapki website ki traffic bhi badegi. 




i hope dosto ki ab aap samajh hi gaye honge ki aapke blog ki traffic kese bad payegi ..agar aapko blog se relatedkoi bhi problem ho to aap hame comment box me jaroor bataye.


1 comment:

thank you..

Theme images by konradlew. Powered by Blogger.